Saturday, January 15, 2011

Crook - Tere Bina Mai Jeene Laga Hu

Mere Bina
Rehne laga hun
Teri hawaon me
Behne laga hun

Jaane main kaise
Tera hua hu

Mujhe to lagta hai main shayad tere dil ki dua hu

Haan

Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan

Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan

Pehle se zyada
Main jee raha hu
Jabse main tere dil se juda hu
Rahon pe teri main to chala hu
Tu meri manzil hai tere kadmon pe bas rukne laga hu

Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan

Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan

Teri nazar me nayi si adaa hai
Naya sa nasha bhhi ghula hai

Kayi dino se bandha tha baadal jo
Tere hi baalon me khula hai

Teri hadon me meri basar hai
Ab tujhe bhi
Janu kidhar hai
Jahan rahe tu main wo jahan hu
Jise jiye tu main wo sama hun
Teri waja se naya naya hu

Pehle kaha na maine ab ye tumse kehne laga Hun..aaaa

Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan

Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan

Saturday, January 8, 2011

Lyrics of Man Lafanga Song

Man lafanga bada
Apne mann ki kare
Hoo yun toh mera hi hai
Mujhse bhi na darre
Woh bheege bheege khayalon mein dooba rahe
Main sambhal ja kahun fisalta rahe
Ishq mehnga pade
Phir bhi sauda kare
Man lafanga bada
Apne mann ki kare

Hoo jaane kyun udaasi iss ko pyaari lagey
Chaahe kyun nayi si koi beemari lagey
Bechaini raaton ki neendon mein aankhein jagey
Lamha har lamha kyun bojh sa bhaari lagey
Hoo bhanwra sa ban ke machalta hai
Bas tere peeche peeche chalta hai
Junoon sa lahu mein ubalta hai
Luccha be baat hi uchalta hai
Woh bheege bheege khayalon mein dooba rahe
Main sambhal ja kahun fisalta rahe
Ishq mehnga pade
Phir bhi sauda kare
Man lafanga bada
Apne mann ki kare

Oo ambar ke paari jaane kya takkta rahe
Baadal ke gaon mein baaki batakta rahe
Teri hi khushboo mein yeh toh mehekta rahe
Dheemi si aanch pe ishq sa pakta rahe
Oo teri hi baaton se pighalta hai
Chai mein cheeni jaise ghulta hai
Deewana aisa kahan milta hai
Pyaar mein yaaro sab chalta hai
Ho bheege bheege khayalon mein dooba rahe
Main sambhal ja kahun fisalta rahe
Ishq mehnga pade
Phir bhi sauda kare
Man lafanga bada
Apne mann ki kare

Lyrics of Tum Jo Aaye Song

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe, honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhePaaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe, sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe

Tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe, honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe, sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe

Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Sapne teri chahaton ke, sapne teri chahaton ke
Dekhti hoon ab kayee
Din hai sona aur chaandi raat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe, honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe, sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe

Chahaton ka mazaa, faasalon mein nahin
Aa chupa loon tumhe hauslon mein kahin
Sab se upar likha, hai tere naam ko
Khwaishon se jude silsilon mein kahin

Khwaishein milne ki tumse, khwaishein milne ki tumse
Roz hoti hai nayi
Mere dil ki jeet meri maat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe, honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe, sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe

Zindagi bewafa hai yeh maana magar
Chod kar raah mein jaoge tum agar
Cheen launga main aasman se tumhe
Soona hoga na yeh, do dilon ka nagar

Raunke hain dil ke dar pe, raunke hain dil ke dar pe
Dhadkane hain surmayi
Meri kismat bhi tumhari, saath ban gayi