Thursday, June 20, 2013

Student of the year : Radha on the dance floor

Gopiyon sang ghoome Kanhaiya
Raas rachaiya Ragha na jaaye re
Abb saanwra na bhaaye

Radha on the dance floor
Radha likes to party
Radha likes to move that desi Radha body (R2)

Panghat pe aake saiyyan marode baiyaan
And everybody crazy on Radha
Chhedde hai humka daiyaan bairi Kanhaiya
And everybody crazy on Radha
Hoga woh lakhon dil ka chor
Humka toh laage woh
Hua hai aise baawla jo kehta jaaye:

"O Radha teri Chunri
O Radha tera Jhalla
O Radha teri natkhat najariya
O Radha tera jhumka
O Radha tera thumka
O peechhe peechhe saari nagariya" (R2)

Radha on the dance floor
Radha likes to party
Radha likes to move that desi Radha body

O o...
Maathe pe pankh more
Kehte hain makhan-chor
Bajaye bansuri
Bada aaya chitt-chor
(But Radha wants more)
Dhoondungi charon aur milega koi aur
Dungi main haathon me mere dil ki ye dor
(Cuz Radha wants more)

O Radha Radha bholi deewani hai
O Radha Radha do pal jawani hai
O Radha ko sambhalo koi isey bata do
Ki milega na koi Sanwariya

O Radha teri Chunri
O Radha tera Jhalla
O Radha teri natkhat najariya
O Radha tera jhumka
O Radha tera thumka
O peechhe peechhe saari nagariya

Hey Radha Radha kaahe itna guroor bhala
Chhodo bhi nakhre ye kaisi ada
Tune kya socha ek tu hi mash-hoor yahaan
Laakhon hain Gopiyan bhi humpe fida
Ho saari hi duniya ye naari hai
Shuru humse teri kahaani hai

O rehne de re Kanha
Bhoolega tu sataana
Jo girungi main ban ke Bijuria

Daflee wale daflee bajaa
Mere ghoongroo bulate hain aa
Main nachoon tu nachaa

O Radha teri Chunri
O Radha tera Jhalla
O Radha teri natkhat najariya
O Radha tera jhumka
O Radha tera thumka
O peechhe peechhe saari nagariya

Radha on the dance floor
Radha likes to party
Radha likes to move that desi Radha body (R3)

Tuesday, June 18, 2013

Student of the year : Ishq Wala Love Lyrics & Video

Surkh wala, sauz wala, Faiz wala love
Hota hai jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love

Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love

Meri neend jaise pehli baar tooti hai
Aankhein mal ke maine dekhi hai subah
Huyi dhoop zyada leke teri roshni din chadha
Ishq wala love

Jhanke badalon ki jaali ke peechhe se
Kare chandani ye mujhko ittala
Leke noor sara chand mera yahin pe hai chhupa chhupa huaa
Ishq wala love

Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love

Kyon na aise hota
Jo milte tum ho jaate gum sath mere
Hote hote hoga samjhaye hum tham jaaye tum
O dil mere
Toota zyada zyada tara jab gira
Zara zyada zyada maangu dil tera
Kabhi zyada zyada maane na dil ye sarphira
Ishq wala love

Bada ye dil nadaan tha, par aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Jo khone ka tha dar tujhe pata nahi kyu zyada hua
Ishq wala love

Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love

Surkh wala, sauz wala, Faiz wala love
Hote hai jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love (R2)

Tuesday, June 11, 2013

Pakeezah - Chalte Chalte Yunhi Koi Mil Gaya Tha - Lata Mangeshkar

Chalte chalte, chalte chalte
Yunhi koi mil gaya tha (R2)
Sare raah chalte chalte (R2)
Vahin thamke reh gayi hai (R2)
Meri raat dhalte dhalte (R2)

Jo kahi gayi na mujhse (R2)
Woh zamaana keh raha hai (R2)
Ke fasaana
Ke fasaana ban gayi hai (R2)
Meri baat chalte chalte (R2)
Yunhi koi mil gaya tha (R2)
Sare raah chalte chalte (R2)

Yunhi koi mil gaya tha
Sare raah chalte chalte
Chalte chalte

Sare raah chalte chalte
Chalte chalte, chalte chalte (R5)

Yunhi koi mil gaya tha (R2)
Shabe intezaar aakhir (R2)
Kabhi hogi muqtasar bhi (R2)
Yeh chiraag
Yeh chiraag bujh rahe hain (R2)
Mere saath jalte jalte (R2)
Yeh chiraag bujh rahe hain (R6)
Mere saath jalte jalte (R2)

MANZIL : RIM ZHIM GIRE SAWAN


रिमझिम गिरे सावन
सुलग-सुलग जाए मन
भीगे आज इस मौसम में
लगी कैसी ये अगन

(पहले भी यूँ तो बरसे थे बादल
पहले भी यूँ तो भीगा था आंचल) (R2)
अब के बरस क्यूँ सजन, सुलग-सुलग जाए मन
भीगे आज...

(इस बार सावन दहका हुआ है
इस बार मौसम बहका हुआ है) (R2)
जाने पी के चली क्या पवन, सुलग-सुलग जाए मन
भीगे आज...

(जब घुंघरुओं सी बजती हैं बूंदे
अरमाँ हमारे पलके न मूंदे) (R2)
कैसे देखे सपने नयन, सुलग-सुलग जाए मन
भीगे आज...

(महफ़िल में कैसे कह दें किसी से
दिल बंध रहा है किस अजनबी से) (R2)
हाय करें अब क्या जतन, सुलग-सुलग जाए मन
भीगे आज...

Aanewala Pal Jaanewala Hai - Kishor Kumar

Hmmmm Mmmm Aha Ha Ha Hey Hey Hey
Hmmmm Hmmmm

Aanewala Pal Jaanewala Hai (R2)
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai

Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali (R2)
Ho Khilte Hue Kahaa kushbaash Mein Chali
Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai

Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin (R2)
Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin
Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pal Ye Bhi Jaanewala
Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai (R2)

Sadma : Ae Zindagi Gale Laga Le - Suresh Wadkar

Movie : Sadma    Music Director : Ilayaraja  Singer : Suresh Wadkar

Ae zindagi gale laga le (R2)
Hum ne bhi tere har ik gam ko
gale se lagaya hai
Hai na
Ae zindagi gale laga le
Ae zindagi

(Hum ne bahane se, chhup ke jamane se
Palkon ke parde main ghar bhar liya) (R2)
Tera sahara mil gaya hai zindagi
La la lala la la lala la la la
Tera sahara mil gaya hai zindagi

Ae zindagi gale laga le (R2)
Hum ne bhi tere har ik gam ko
gale se lagaya hai
Hai na
Ae zindagi gale laga le
Ae zindagi

(Chhota sa saya tha, aakhon main aaya tha,
Humne do boondon se mann bhar liya) (R2)
Humko kinaara mil gaya hai zindagi
la la lala la la lala la la la
Humko kinaara mil gaya hai zindagi

Ae zindagi gale laga le (R2)
la la lala la la lala la la la
Hain na?
Ae zindagi gale laga le
gale laga le
gale laga le
Ho, gale laga le

Chhoo Kar Mere Man Ko - Kishor Kumar

Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tuney Kya Ishara
Badla Yeh Mausam
Lagey Pyaara Jag Saara
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tuney Kya Ishara

Tu Jo Kahe Jeevan Bhar
Tere Liye Main Gaaoon (R2)
Geet Tere Bolon Pe
Likhta Chala Jaaoon (R2)

Mere Geeton Mein
Tujhe Dhoonde Jag Saara

Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tuney Kya Ishara

Aaja Tera Aanchal Yeh
Pyaar Se Main Bhar Doon (R2)
Khushiyan Jahan Bhar Ki
Tujhpe Nazar Kar Doon (R2)

Tu Hi Mera Jeevan
Tu Hi Jeene Ka Sahara

Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tuney Kya Ishara

Ramaiya Vastavaiya : Jeene Laga Hoon

Singers: Atif Aslam, Shreya Ghoshal  Music: Sachin - Jigar Lyricist: Priya Panchal
Cast: Girish Kumar, Shruti Haasan Music Label: Tips Music

Jeene laga hoon, pehle se zyada
Pehle se zyada, tumpe marne laga hoon

Main mera dil aur tum ho yahaan
Phir kyun ho palkein jhukaye wahaan
Tum sa haseen pehle dekha nahin
Tum iss sey pehle thhe jaane kahaan
Jeene laga hoon pehle se zyada
Pehle se zyada tumpe marne laga...
hmmmmm... ho..

Rehte ho aake jo tum paas mere
Tham jaaye pal yeh wahin
Bas main yeh sochun...

Sochun main tham jaaye pal yeh
Paas mere jab ho tum... (R2)

Chalti hai saansein, pehle se zyada
Pehle se zyada, dil theharne laga...
Hmmmmm... ho...

Tanhaaiyon mein tujhe dhoonde mera dil
Har pal yeh tujhko hi, soche bhala kyun

Tanhaai mein dhoonde tujhe dil
Har pal tujhko soche (R2)

Milne lage dil, pehle se zyada
Pehle se zyada, ishq hone laga..
Hmmmm... ho...

Saturday, June 8, 2013

Anand : Kahin Door Jab Din Dhal Jaaye Saanj - Mukesh

Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye, Chupke Se Aaye
Mere Khayalon Ke Aangan Mein
Koi Sapnon Ke Deep Jalaye
Deep Jalaye...

(Kabhi Yun Hi Jab Hui Bojhal Saansen
Bhar Aai Baithe Baithe Jab Yoon Hi Aankhen)... (R2)
Kabhi Machal Ke Pyaar Se Chal Ke
Chhuye Koi Mujhe Par Nazar Na Aaye
Nazar na aaye..

Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye, Chupke Se Aaye

(Kahin To Yeh Dil Kabhi Mil Nahin Paate
Kahin Pe Nikal Aaye Janmon Ke Naate)... (R2)
Ghani Thi Uljhan Bairi Apna Man
Apna Hi Hoke Sahe Dard Paraye
Dard Paraye...

Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye, Chupke Se Aaye

(Dil Jaane Mere Saare Bhed Ye Gehre
Ho Gaye Kaise Mere Sapne Sunehre)... (R2)
Yeh Mere Sapne Yehi To Hain Apne
Mujhse Juda Na Honge Inke Yeh Saaye
Inke Yeh Saaye..

Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye, Chupke Se Aaye
Mere Khayalon Ke Aangan Mein
Koi Sapnon Ke Deep Jalaye
Deep Jalaye...

Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye, Chupke Se Aaye

Blackmail : Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho - Kishor Kumar

 
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho (R2)
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho

Har Shyam Aankhon Par
Tera Aanchal Lehraye
Har Raat Yaadon Ki
Baarat Le Aaye
Main Saans Leta Hoon
Teri Khushboo Aati Hai
Ek Mehka Mehka Sa
Paigham Laati Hai
Meri Dil Ki Dhadkan Bhi
Tere Geet Gaati Hai

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho

Kal Tujhko Dekha Tha
Maine Apne Aangan Me
Jaise Keh Rahi Thi Tum
Mujhe Baandh Lo Bandhan Me
Ye Kaisa Rishta Hai
Ye Kaise Sapne Hain
Begaane Ho Kar Bhi
Kyon Lagte Apne Hain
Main Soch Me Rehta Hoon
Dar Dar Ke Kehta Hoon

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho

Tum Sochogi Kyon Itna
Maen Tumse Pyaar Karoon
Tum Samjhogi Deewana
Maein Bhi Iqraar Karoon
Dewaanon Ki Yeh Baatein
Deewane Jaante Hain
Jalne Mei Kya Mazaa Hai
Parwane Jaante Hain
Tum Yunhi Jalate Rehna
Aa Aakar Khwabon Mein

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho

HOSANNA LYRICS – EK DEEWANA THA – HINDI and TAMIL BOTH VIDEO SONGS


Dil hote jo mere seene mein do
Doosra dil bhi main tumhe deta todne ko

Hosanna..Hosanna..Hosanna
Ho..Sannna...Hosanna..Ho...

Dilkash thi woh shaam pehle pehal
Jab ke tumse mili thi nazar
Aisa chakraya ki ab ye na jaanu
Ke jaaun tto jaaun kidhar
Hosanna tum samne thi ek pal
Hosanna Agle hi pal thi ojhal
Ab kya bataaun main
Kis haal mein hu main
Yahaan-wahaan bas apna dil aur hosh dhoodta hu main
Hosanna.. (madhoshi deewanagi)
Hosanna.. (main aur teri bandagi)
Hosanna.. (ab hai yehi zindagi)
Hosanna..

Everybody wanna know be like be like
I really wanna be here with you
Is that enough to say that
We are made for each other is all that is Hosanna true

Hosanna... be there when you are calling i will be there
Hosanna... feeling like my whole life's changed
I never wanna be the same..
Its time we re-arrange i take a step
you take a step and me calling out to you

Helloooo... Hellooooo... Helloooo oooo
Yooo Hosanna

Ho..sanna.....oooo...

Udti hui titli ki rangeen parchhaai reh jaati hai phoolon mein
Waise hi tum ek tasveer ke jaise chhaye ho inn aankhon mein
Hosanna, Tum jo mera khwaab ho
Hosanna, Dil kyon na betaab ho
Kahoon to kya kahoon
Main kyun deewana hoon
Tumhare baare mein hi har ghadi main sochta hoon kyun.

Hello.. Hello.. Hello...
Hosanna... (ab din ho ya raat ho)
Hosanna... (dil chahe tum saath ho)
Hosanna... (bas haathon mein haath ho)
Hosanna....

(Dil hote jo, mere seene mein do
Doosra dil bhi main, tumhe deta todne ko) ... (R2)

Jaane Tu…Ya Jaane Na : Kahin To

Kahin to.. kahin to.. Hogi woh
Duniya jahan tu mere saath hai..

Jahan mein, jahan tu, aur jahan,
Bas tere mere jazbaat hai,
Hogi jahan subah teri,
Palko ki, kirano mein,
Lori jahan chand ki,
Sune teri baahon mein..

(Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..) (R2)

Saasein kho gayi hai kiski aahon mein,
Mein kho gayi hu jaane kiski baahon mein,
Manzilon se raahein doodhti chali,
Kho gayi hai manzil kahin rahon mein..

Kahin to, kahin to, Hai nasha..
Teri meri har mulaqaat mein,
Hoton se, hoton ko,
Chumti, wo rehte hai hum har baat pe,
Kehti hai fiza jahan,
Teri zamin aasmaan..

Jahan hai tu, meri hassi,
Meri khushi, meri jaan…

(Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..) (R3)

Ghajini : Kaise Mujhe Tum Mil Gayi

Haaaaa..., Hannnnn...,
Kaise Mujhe Tum Mil Gayi,
Kismat Pe Aaye Naa Yakeen
Utar Aayi Zeel Mein,
Jaise Chaand Utar Ta Hai
Kabhi Haule Haule Dheere Se

Gun Guni Dhoop Ki Tarah Se
Tarannoom Mein Tum
Chhoo Ke Mujhe Guzari Ho Yuh
Dekhu Tumhe Ya Main Sunoo,
Tum Ho Sukoon, Tum Ho Junoon,
Kyun Pehre Raat Aayi Tum

Kaise Mujhe Tum Mil Gayi, Hooo..
Kismat Pe Aaye Naa Yakeen, Hooo...

Main To Yeh Sochta Tha,
Ke Aaj Kal
Uparwale Ko Fursat Nahi
Phir Bhi Tumhe Banaake Woh
Meri Nazar Main Chadh Gaya,
Root Be May Woh..Aur Badh Gaya

Haaaaa..., Hannnnn...,
Hooo.., Hooo..,
Badle Raaste Jharne Aur Nadi,
Badli Deep Ki Tin Tin
Chhede Zindagi Dhun Koi Nayi,
Badli Barkhaa Ki Rimjhim
Badlengi Rituein Ada..,
Par Main Rahoongi Sada..
Usi Tarah Teri
Baahon Mein Baahein Daal Ke
Har Lamha Har Pal
Haaaaa..., Hannnnn...,

Zindagi Sitaar Hogayi,
Rimjhim Malhaar Hogayi
Mujhe Aata Nahi
Kismat Pe Apni Yakeen
Kaise Mujhko Mili Tum

Kites : Dil Kyun Yeh Mera Shor Kare

Dil kyun yeh mera shor kare (R2)

Idhar nahi
Udhar nahi
Teri ore Chale

Dil kyun yeh mera shor kare

Idhar nahi
Udhar nahi
Teri ore Chale

Zara der main,
Yeh kya ho gaya,
Nazar milte hi,
Kahan kho gaya...(R2)

Bheed mein logo ki woh hain wahan
Aur pyaar ke mele mein akela Kitna hoon mein yahan

Dil kyun yeh mera shor kare (R2)
Idhar nahi
Udhar nahi
Teri ore chale

Shuru ho gai kahani meri,
Mere dil ne baat na mani meri (R2)

Had se bhi aaghe yeh guzar hi gaya
Khud bhi pareshan hua
Aur mujhko bhi yeh kar gaya

Dil kyun yeh mera shor kare (R2)
Idhar nahi
Udhar nahi
Teri ore chale

Love Aaj Kal : Ye Dooriyan

Yeh Dooriyan (R3)

In Raahon Ki Dooriyan
Nigahon Ki Dooriyan
Hum Rahon Ki Dooriyan
Fanah Ho Sabhi Dooriyan

Kyun Koi Paas Hai
Door Hai Kyun Koi
Jaane Na Koi Yahan Pe

Aa Raha Paas Ya Door Mein Ja Raha
Jaanu Na Mein Hoon Kahan Pe

Yeh Dooriyan

In Raahon Ki Dooriyan
Nigahon Ki Dooriyan
Hum Rahon Ki Dooriyan
Fanah Ho Sabhi Dooriyan

Yeh Dooriyan (R2)

Kabhi Hua Yeh Bhi
Khali Rahon Pe Bhi
Tu Tha Mere Saath

Kabhi Tujhe Milke Lauta
Mera Dil Yeh Khali Khali Haath
Yeh Bhi Hua Kabhi
Jaise Hua Aabhi
Tujhko Sabhi Mein Paa Liya

Tera Mujhe Kar Jaati Hai Dooriyan
Satati Hain Dooriyan
Tarsati Hain Dooriyan
Fanah Ho Sabhi Dooriyan

Kaha Bhi Na Maine
Nahi Jeena Maine
Tu Jo Na Mila

Tujhe Bhule Se Bhi Na
Bola Na Mene Chahun Fasla

Bas Fasla Rahein
Ban Ke Kasak Jo Kahen
Ho Aur Chahat Ye Aur Jawaan

Teri Meri Mit Jaani Hai Dooriyan
Begani Hai Dooriyan

Hat Jani Dooriyan
Fanah Ho Sabhi Dooriyan

Kyun Koi Paas Hai
Door Hai Kyun Koi
Jaane Na Koi Yahan Pe

Aa Raha Paas Ya Door Mein Ja Raha
Janu Na Mein Hoon Kahan Pe

Yeh Dooriyan

In Raahon Ki Dooriyan
Nigahon Ki Dooriyan
Hum Rahon Ki Dooriyan
Fanah Ho Sabhi Dooriyan

New York : Tune jo na kaha, Mein Woh Sunta Raha


Mmmmmmm….Mmmmmm… (R4)

Tune Jo Na Kaha, Mein Woh Sunta Raha
Khamaka Bewaja Khwaab Buntha Raha
Hmmmm Mmm Mmmmmm… Mmm Mmmm

Tune Jo Na Kaha, Mein Woh Sunta Raha
Khamaka Bewaja Khwaab Buntha Raha
Jaane Kiski Humein Lag Gayi Hai Nazar
Is Shehar Mein Na Apna Tikana Raha
Durr Chahat Se Mein Apni Chalta Raha
Khamaka Bewajah Khwaab Bunta Raha

Gar Woh Pehle Se Hai Zyaada, Khud Se Phir Yeh Kiya Wada
Khamosh Nazrein Rahe Bezubaan
Hmmmm…Mmm…Mmmm…
Apni Phele Si Baatein Hai, Bolo Tho Lab Thar Tharatein Hai
Raaz Yeh Dil Ka, Na Ho Bayaan
Ho Gaya Ke Aasar Koi Hum Pe Nahi
Humsafar Mein Tho Hai Humsafar Hai Nayi
Durr Jatha Raha, Paas Aatha Raha
Khamaka Bewaja Khwaab Bunta Raha
Hmmm…Mmm…Mmmmm…

Aaya Woh Phir Nazar Aise, Baat Chidne Lagi Phir Se
Aankho Mein Chubtha Kal Ka Dhuwaa
Hmmm..Mmm…Mmm…
Hal Tera Na Hum Sa Hi, Is Khushi Mein Kyun Gham Sa Hi
Basne Laga Kuyn Phir Woh Jahan
Woh Jahan Dur Jisse Gaye Te Nikal
Phir Se Yaadon Ne Kar Di Hai Jaise Pehal
Lamha Beeta Huwa, Dil Dhukhata Raha
Khamaka Bewaja Khwaab Bunha Raha

Tune Jo Na Kaha, Mein Woh Sunta Raha
Khamaka Bewaja Khwaab Bunta Raha
Jaane Kiski Humein Lag Gayi Hai Nazar
Is Shehar Mein Na Apna Tikana Raha
Durr Chahat Se Mein Apni Chalta Raha
Bhuj Gayi Aag Thi, Dhaag Jalta Raha