Tuesday, March 9, 2010

Radio - Jaanemaan


JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
JaaneMaan

JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
JaaneMaan

Ek Naam Tumhara lekar
Hum jeete hain marte hain
Yeh Ishq nibha dena tum
Guzarish yeh karte hai

JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
ho JaaneMaan
JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
ho JaaneMaan

Ek Naam Tumhara lekar
Hum jeete hain marte hain
Yeh Ishq nibha dena tum
Guzarish yeh karte hai

JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
Ho JaaneMaan


Tum Khush ho to hum bhi yun khush rehte hain
Tum rutho to hum khud se ruthe rehte hain

Yeh jaan lo bas tumse hi
Hum apni khabar rakhte hain
Tum bhul na jaana iss ko
Guzarish yeh karte hain

JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
Ho JaaneMaan

Jitna bhi hum tumko chaahe kum lagta hai
Yeh ishq isliye hi to pal pal bhadta hai

Tumse hi iss jeevan ka
Hum sara bharam rakhte hain
Tum tod naa dena isko
Guzarish yeh karte hain

JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
ho JaaneMaan
JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
JaaneMaan

Radio - Rafa Dafa Kiya Jae Na


Tere gham se bari ho jana behtar hi tha
Tere gham se bari ho jana behtar hi tha

Par khud hi badla hai maine irada rihai ka

Mila mila sa
Juda juda sa
Main haara haara sa
Khila khila sa
Khafa khafa sa
Main maara maara sa

Rafa dafa kiya nahi jaaye
Tujhe jiya bhi nahi jaaye
Tujhe bhulaya nahi jaaye

Mila mila sa
Juda juda sa
Main haara haara sa
Khila khila sa
Khafa khafa sa
Main maara maara sa

Tere gham se bari ho jana behtar hi tha

Hoti jahaan bhi hai
Dil ko teri khusi
Dard wohi tere khil jaate hain
Tere bin tujhse hi
Mujhko to aise bhi
Mere dono jahan mil jate hai
Tere gham se bari ho jana behtar hi tha

Par khud hi badla hai maine irada rihai ka

Mila mila sa
Juda Juda sa
Main haara haara sa
Khila khila sa
Khafa Khafa sa
Main maara maara sa

Rafa dafa kiya nahi jaaye
Tujhe jiya bhi nahi jaaye
Tujhe bhulaya nahi jaaye

Radio - Teri Meri Dosti Ka Aasaman


Teri Meri Dosti Ka Aasaman
Teri Meri Dosti Ka Aasaman Jaane Kahan

Wohoooo

Tere Mere Faasle Jo Kho Aahe Hai Zameen
Pal Pal Yahan
Wohoooo

Teri Meri Dosti Ka Aasaman Jaane Kahan

Teri Meri Dosti Ka Aasaman
O Hoo Teri Meri Dosti Ka Aasaman Jaane Kahan
Jaane Kahan

Hoo O
Tere Mere Faasle Jo Kho Rahe Hai Zameen
Pal Pal Yahan

Wohoooo


Inn Mulakaton Ka Teri Inn Baton Ka
Mujhpe Asar Hai Khila

Kho gaya tha kahi
Khud pe jo tha yakeen
Uska pata phir mila

Tera yakeen le chala mujhe jaane kahan

Wohoooo

Teri Meri Dosti Ka Aasaman
Jaane Kahan


Mere khayalon ka tere khayalo se
Milna hai kitna suhana
Tujhse milane ki sajish thi yeh koi
Doori usika bahana

Jaaye yahan se mera safar
Jaane kahan

Wohoooo

O Hoo Teri Meri Dosti Ka Aasaman Jaane Kahan
Jaane Kahan

Radio - Shaam ho chali hai


Shaam ho chali hai
Mere naina teri raah takte hain

Oh humnavab

Mein aur mera yeh sunapan
Teri bat karte hain

Oh humnavab

Aaoge tum kabhi dil ko yakeen hai
Chuti naa chutati teri umeed hai
Yun jeeye jaane ki kaise yeh reet hai
Haan jo bhi hai magar yehi to preet hai
Dekho na

Shaam ho chali hai
Mere naina teri raah takte hain
Oh humnavab

Tum duur ho to bhi lagti hai nazdikiyan
Chup hai sabhi par baatein
Karti hain Khamosiyan

Tum duur ho to bhi lagti hai nazdikiyan
Chup hai sabhi par baatein
Karti hain Khamosiyan

Aaoge tum kabhi dil ko yakeen hai
Chute naa chutati teri umeed hai
Yun jeeye jaane ki kaise yeh reet hai
Haan jo bhi hai magar yehi to preet hai
Dekho na

Shaam ho chali hai
Mere naina teri raah takte hain
Oh humnavab

Haan yeh jaroori nahi
Jo paas hai woh saath hai
Naa ye jarori hain ki
Jo Saath hai woh paas hai

Haan yeh jaroori nahi
Jo paas hai woh saath hai
Naa ye jarori hain ki
Jo Saath hai woh paas hai

Aaoge tum kabhi dil ko yakeen hai
Chute naa chutati teri umeed hai
Yun jeeye jaane ki kaise yeh reet hai
Haan jo bhi hai magar yehi to preet hai
Dekho na

Shaam ho chali hai
Mere naina teri raah takte hain
Oh humnavab

Radio - Koi na koi chahe




Koi na koi chahe
Koi na koi chahe

Humsafar zindagi yeh
Koi na koi chahe

Bahut akele jee chuke hai
Thak ke tanha ab ruke hai
Keh rahi awaargi yeh
Koi na koi chahe

Kaise jalaya kahan din bujhaya
Koi to ho jisse hum bataein
Ab toh hume koi apna bulaae
Khamoshi hum kahan tak nibahe

Koi na koi chahe
Humsafar zindagi yeh
Koi na koi chahe

Bahut akele jee chuke hai
Thak ke tanha ab ruke hai
Keh rahi awaargi yeh
Koi na koi chahe

Koi to humse bhi rakh le ummeedein
Koi tamanaee humse saja le
Jaise mili ho wajah zindagi ko
Aissa koi hum se milke jata de

Koi na koi chahe
Humsafar zindagi yeh
Koi na koi chahe

Bahut akele jee chuke hai
Thak ke tanha ab ruke hai
Keh rahi awaargi yeh
Koi na koi chahe