Wednesday, April 14, 2010

De Dana Dan : Everybody now join me in the song


Everybody now join me in the song
Clap your hands and shake on your waist and move on your feet along
Everybody now join me in the song
Clap your hands and shake on your waist and move on your feet along
Everybody now join me in the song
Aao yaaro jashn mana lo let's just carry on
Ishq karne ka mazaa hai Ishq ke izhaar mein
Dekhta hoon main khuda bhi na khuda bhi yaar mein
Baamulaiza baamulaiza baadab ho baamulaiza
Aa gaye lo ye husn wale Ishqwalo karo salaam
Baamulaiza baamulaiza baadab ho baamulaiza
Aa gaye lo ye husn wale Ishqwalo karo salaam


Pehna hai pehna hai maine pyaar tumhara
Teri hi to khwaishon mein khud ko yaar sawara
Rehne de rehne de baahon ke ghere mein
Main bhi haari aashiqui mein dil bhi mera haara
O aashiqui mein haar kaisi paas jab dildaar aisi
Tu na jeeti main na haara pyaar ki takrar kaisi
Baamulaiza baamulaiza baadab ho baamulaiza
Aa gaye lo ye husn wale Ishqwale jukey tamam
Baamulaiza baamulaiza baadab ho baamulaiza
Aa gaye lo ye husn wale Ishqwalo karo salaam


Jhukta hai jhukta hai dil ye tere aagey
Main na janu dil na janey tu kya mera lagey
Goom kyon hai goom kyon hai jaane dil ye aise
Jaane kaise jod liye hai dil ne tumse dhaage
Hoo jodta hai dil hi dil ka ye bada hi hushayar hai
Husn walo pe fida ye ek nahi sau baar hai
Baamulaiza baamulaiza baadab ho baamulaiza
Aa gaye lo ye husn wale Ishqwalo bano gulaam
Baamulaiza baamulaiza baadab ho baamulaiza
Aa gaye lo ye husn wale Ishqwalo karo salaam

Sunday, April 11, 2010

Kites - Zindagi Do Pal Ki


Zindagi Do Pal Ki, Zindagi Do Pal
Intezaar Kab Tak Hum Karenge Balah
Tumhe Pyaar Kab Tak Na Karenge Balah
Zindagi Do Pal Ki


Dil Mein Tumhare Chupa Di Hai Maine To Apni Ye Jaan
Ab Tum Hi Isko Sambhalo Hume Apna Hosh Kahan
Bekhudi Do Pal Ki, Zindagi Do Pal Ki
Intezaar Kab Tak Hum Karenge Balah
Tumhe Pyaar Kab Tak Na Karenge Balah



Ik Chota Sa Vaada Iss Umar Se Zyada Sachcha Hai Sanam
Har Mod Par Saath Iss Liye Rehte Hain Ab Dono
Dosti Do Pal Ki, Zindagi Do Pal Ki
Intezaar Kab Tak Hum Karenge Balah
Tumhe Pyaar Kab Tak Na Karenge Balah
Zindagi Do Pal Ki, Zindagi
Do Pal Ki

Tuesday, March 9, 2010

Radio - Jaanemaan


JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
JaaneMaan

JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
JaaneMaan

Ek Naam Tumhara lekar
Hum jeete hain marte hain
Yeh Ishq nibha dena tum
Guzarish yeh karte hai

JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
ho JaaneMaan
JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
ho JaaneMaan

Ek Naam Tumhara lekar
Hum jeete hain marte hain
Yeh Ishq nibha dena tum
Guzarish yeh karte hai

JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
Ho JaaneMaan


Tum Khush ho to hum bhi yun khush rehte hain
Tum rutho to hum khud se ruthe rehte hain

Yeh jaan lo bas tumse hi
Hum apni khabar rakhte hain
Tum bhul na jaana iss ko
Guzarish yeh karte hain

JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
Ho JaaneMaan

Jitna bhi hum tumko chaahe kum lagta hai
Yeh ishq isliye hi to pal pal bhadta hai

Tumse hi iss jeevan ka
Hum sara bharam rakhte hain
Tum tod naa dena isko
Guzarish yeh karte hain

JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
ho JaaneMaan
JaaaaaaaaaaaneeeeeMaan
JaaneMaan

Radio - Rafa Dafa Kiya Jae Na


Tere gham se bari ho jana behtar hi tha
Tere gham se bari ho jana behtar hi tha

Par khud hi badla hai maine irada rihai ka

Mila mila sa
Juda juda sa
Main haara haara sa
Khila khila sa
Khafa khafa sa
Main maara maara sa

Rafa dafa kiya nahi jaaye
Tujhe jiya bhi nahi jaaye
Tujhe bhulaya nahi jaaye

Mila mila sa
Juda juda sa
Main haara haara sa
Khila khila sa
Khafa khafa sa
Main maara maara sa

Tere gham se bari ho jana behtar hi tha

Hoti jahaan bhi hai
Dil ko teri khusi
Dard wohi tere khil jaate hain
Tere bin tujhse hi
Mujhko to aise bhi
Mere dono jahan mil jate hai
Tere gham se bari ho jana behtar hi tha

Par khud hi badla hai maine irada rihai ka

Mila mila sa
Juda Juda sa
Main haara haara sa
Khila khila sa
Khafa Khafa sa
Main maara maara sa

Rafa dafa kiya nahi jaaye
Tujhe jiya bhi nahi jaaye
Tujhe bhulaya nahi jaaye

Radio - Teri Meri Dosti Ka Aasaman


Teri Meri Dosti Ka Aasaman
Teri Meri Dosti Ka Aasaman Jaane Kahan

Wohoooo

Tere Mere Faasle Jo Kho Aahe Hai Zameen
Pal Pal Yahan
Wohoooo

Teri Meri Dosti Ka Aasaman Jaane Kahan

Teri Meri Dosti Ka Aasaman
O Hoo Teri Meri Dosti Ka Aasaman Jaane Kahan
Jaane Kahan

Hoo O
Tere Mere Faasle Jo Kho Rahe Hai Zameen
Pal Pal Yahan

Wohoooo


Inn Mulakaton Ka Teri Inn Baton Ka
Mujhpe Asar Hai Khila

Kho gaya tha kahi
Khud pe jo tha yakeen
Uska pata phir mila

Tera yakeen le chala mujhe jaane kahan

Wohoooo

Teri Meri Dosti Ka Aasaman
Jaane Kahan


Mere khayalon ka tere khayalo se
Milna hai kitna suhana
Tujhse milane ki sajish thi yeh koi
Doori usika bahana

Jaaye yahan se mera safar
Jaane kahan

Wohoooo

O Hoo Teri Meri Dosti Ka Aasaman Jaane Kahan
Jaane Kahan